Today we are going to talk about some monologues for boys that help actors with auditions. Monologue is the most important part for an audition because every casting in an audition demands monologue
Today we are going to talk about some monologues for boys that help actors with auditions. Monologue is the most important part for an audition because every casting in an audition demands monologue

Monologue for boys

Today we are going to talk about some monologues for boys that help actors with auditions. Monologue is the most important part for an audition because every casting in an audition demands monologue, so as an actor, you should have your own monologue. So in this article, we will give some monologue in Hindi that will help you all in the audition.

No. 1

Baimani or raftaar se yaha to aap jeet gye lakin zindagi ki race me aap nahi jeet sakte, ham chahe jitna bhi dhan kama k rakh le lakin jeevan k mod par ek aisa waqt bhi aata hai jab hame apna paisa bhi begana lagne lagta hai, kiske liye kamana chahte hai aap apne bete k liye jo jua or daaru me din raat duba rehta hai, aapki beti apne premi k sath ghar se bhag gyi , aapki biwi aapke peeth peeche kitne rangraliya rachti hai shayad aapko bhanak bhi nahi hogi,itna sab hote hua bhi aap din raat paisa paisa aur sirf paisa karte rehte ho.

No. 2

Nahi! tum kisi aur ki nahi ho sakati Ham dono ke bich agar koi aaya. o samajho mar gaya main tumhare pyar ke liye ek khoon kya? hazaar khoon karane ko taiyar hoon ek bar fansi par latakane ko kya? sau baar fansi par latakane ko taiyar hoon, Sun le Dhyaan se sun le,Mar ke bhi ek baar to kya? Main tumhare liye sau bar janm le ke vaapis aaunga..Aur tu agar is dharati par na mili to, aakash patal khoj nikalunga.

No. 3

Ha sahi kaha tum log ne chutiya hu me kyu btau kyu kyuki me aaj kl k duniya me pyar dhund rha hu me sochta hu me logo ko pyuar dunga to wo mujhe pyar krenge lakin nahi chutiya hu me galat fehmi me jee rha hu, or namika tum tum to bolte the ki me tumhare liye sabkuch kuch hu or hm baccho ko naam kya rakhne wale the, or sid tu tu to mera best friend hai na maine socha tha koi mujhe samjhe ya na samjhe tu zaroor samjhega maine socha tha kam se kam tere khandhe pr sir rakh kr ro to sakta hu lakin tu ne bhi aisa kiya, abhi, ruchi, rahul mujhe tum sab se koi problem nahi hai kyu ki tum mere itne khaas dost nahi ho lakin sid or namika to mere apne the na rum dono ne kya kiya ab me tumhe btata hu ek pagal ka dimag kharab hota hai to wo kya kr sakta hai.

No. 4

Kaun kambakht bardasht karnay ko peeta hai hum to peete hain ki yahan par bhaith
sakain tumhein dekh sakain, tumhain bardasht kar sakain, behosh ho sakain, paroo ko
bhula sakain, par chandramukhi, yeh paroo ki yaad hamain hosh khone nahi deti, kyun
itna peene ke baad bhi uski yaad hame satati hai din raat kyun .kyun itna na samajh
ho jata hai insaan .kyun galti kar bhaithata hai.kyun ek choti si galti ki itni bari saza
milti hai ki zindagi ke raaste hi alag ho jate hain, ek chala jaye shadi ke raaste par aur
DUSRA…

About the author

DFP-Team

Durga Films Production is a Film Production company based in India, Well known for Acting, Auditions, Webseries, Short Films and more. For More Please do contact us.

View all posts